Popular posts from this blog
Mera bharat mahan
Unche Unche hai iske uran sabse alag hai iske pahchan Mana ke 100 me hai 80 baimaan fhir bhi mera bharat hai mhaan Mere bharat ke bare mai puchu na dostu Sabse alag hai iske adda akar dekhu dostu Yaha mehmanu ku bhgvaan kha jata hai Atithi devo bhava naam diya jata hai Yaha hindu shikh isaye aur hai musalman Yaha geta puran baibal aur hai quran Aaps me sab larte hai par ek hai juban Mera bharat , mera bharat hai mhan jay hind jay hind jay hind bande matram bande matram Har bharat wase desh ke leye kuch bhi kar jayga ...
Darbhanga Hamara
Aman aur santhi ka paigaam deta hai Bhaichara ke naru me jeeta marta hai Mithlanchal ki dharti per hai iski saan Sabse alag aur juda hai iska mukaam Sabse achha sabse juda hai sabse pyara Hum sub ki saan hai darbhanga hamara Na unch nech aur nhai hai jaat paat Sub ke ander isaan hai aur insaanyat ke khyalaat Kushya hum sub melkar banttey hai Gum ke badal chhaye tu milkar chanttey hai Erade hai majboot or sub say alag hai soch hamara Hum sub ki jaan hai darbhanga hamara Yahan her perb hum mil jul kar manatey hai Diwali ki mithai aur Eid ka sawai khatey hai Holi ki rango me hum rang jate hai Eid ke din dushmano ko bhi gale lagate hai ...
Comments
Post a Comment